Rizwan kiya faisla karta hai us kai agly qadam ka intizar hai kahani bohat achi ja rahi hai zaid ka kirdar bohat acha ja raha hai abj wo us agent sai kiya kuch pata chally ga
Bohat zabardast zaid ki baigunhai sabit ho gai wo bi us kai susar nai us ko har ilzam sai bari kar diya abh ziad us agent kai sath kiya kary ga aur kiya sawera bi zaid kai neechy aai gi intizar rahy ga agli update ka
Bacha jawan ho raha na tania kai boobs daikh kai halchal mach gai hai hero kai dil main man moji bhai aap nai itna shandar likhna stary kiya hai aap waqhai aik natural writer ho har kahani ko us kai mayar par likhty ho
Gumnaam siphai kiya kahani hai janab bary time bhad yi kahani dobara samny aai zaid ka mission to bohat khatarnak lagta hai aur abh to zara bi mill gai hai shidat sai intizar rahy ga agli update ka