Bohat hi behtreen bohat hi aala aur shandar app ki her story aik shahkar hai kahan kahan se guzar giya ,,,Dil ki hasrateen ,,,,badaltey rishtey,,,,,,,fàkeer se badshah,,,,Pyar se Pyar tak lazawal stories hain kamaal intekhab hai
Bohat hi behtreen bohat hi aala aur shandar Ahmad Faraz shayri main aik bara aur Jana pehchana naam In barshon se dosti achi NAHI Faraz Kacha hai tera makaan Kuch to khayal kar
Bohat hi behtreen bohat hi aala aur shandar is main Meri aik top of my favorite ghazaal bhi hai bohat hi Pasand hai mujhey shukkriya purani yadeen taza Karne ke liye bohat arsa ho giya shayri parhey huy