Story ek aise ladke ki jiske maa baap ko dhokhe se maar diya aur bachpan mai he usai pyar ke liye taras ne ko chod diya gaya Uske apne he pariwar ke logo ne usai tad paya rulaya ..tab uske dadaji ne uski ungli thami.Apne dard ko chupa kar usai layak banane ke liye apne se 5 saal dur kar diya...