CHAPTER 6: DEVTA
7 saal baad ye chehra dobara dekha tha.
Saray ghum, saray ghaao taza hogaye. Dil mein aik chubhan see hui.
Wo ziada nahi badlay thay. Bus thora pait nikal aya tha shayad, aur thori see daarhi. Is waqt unki umr koi 45/46 saal ki hogi.
“Saab, kia haal hain…” SHO...